Wednesday 25 September 2013

Mujhe Apny Zabt Pe Naz Tha

Mujhe Apny Zabt Pe Naz Tha,Sar-E-Bazam Rat Ye Kia Hoa Meri Ankh Kese Chalak Pari,Mujhe Ranj Hai Ye Bora Hoa Meri Zindgi Ke Charagh Ka,Ye Mizaj Koi Nhi Naya Kbhi Roshni Kbhi Tergi,Na Jala Hoa Na Bujha Hoa Mujhe Ap Kion Na Samjh Sake,Ye Apny Dil Se Hi Pochye Meri Dastan-E-Heyat Ka,Hai Warq Warq Khula Hoa Abhi Abhi Mere Paes Se,Jo Nazar Bacha Ke Guzer Gay Ye Mere Sheher Ke Log Han,in ke Ghr Se Ghr hai Mila Hoa Mujhe Jo Bhi Dushman-E-Jan Mila,Wohi Pukhta Kar-E-Jafa Mila Na Kisi Ke Chot Ghalat Pari,Na Kisi Ka War Khata Hoa Mujhe Ham Safar Bhi Mila Koi,Tu Meri Tarha Hi Luta Hoa Kbhi Manzilon Se Hata Hoa,Kbhi Qafilon Se Luta Hoa Mujhe Ik Gali Me Para Hoa,Kisi Bad Naseeb Ka Khat Mila Kahen Khoon-E-Dil Se Likha Hoa, Kahen Anson Se Mita Hoa Humen To Ye Bhi Haq Nhi,Ke Shareeq-e-Bazam-e-Kholoos Hon Na Chehre Pe Apny Naqab Hai,Na Kuch Asteen Me Chupha Hoa Humen Apne Ghr Se Chale Hoye,Sar Rah Umer Guzr Gayi Na Justajo Ka Sila Mila,Na Safar Ka Haq Ada Hoa

No comments:

Post a Comment