Saturday 7 September 2013

Waqt Ko Guzarna Hai.....

*..'Waqt K0 Guzarna Hai'..

* ,,, P0Et RaJu-JaaN-*

,,, M0ut Ki HaqEEqat Ki,, , Zindagi K Sapnay Ki,, ,
BEhas G0'Purani Hai,, , Phir Bhi Ik Kahaani Hai,, ,
Aur Kahaniyaa'n Bhi T0,, , Waqt SE Abaarat Hain,, ,
Laakh R0kna Chahain,, , 'Waqt K0 Guzarna Hai',, ,
Hanstay Bastay ShEhr0n K0,, , Aik Din Ujarrna Hai..*
Raahtain Hawaain Hain,, , Chahtain Sadaain Hain,, ,
Kya Kabhi Hawaain Bhi,, , Dastaras MEi'n REhti Hain,, ,
Kya Kabhi Sadaain Bhi,, , Kuch Palat K KEhti Hain,, ,
Pyaar Bhi Nahi REhna,, , Aur Pyaar Ka Dukh Bhi,, ,
Aansu0n K Dariya K0,, , Aik Din Utarna Hai,, ,
Khawahish0n K0 Mar Jaana Hai,, , 'Waqt K0 Guzarna Hai'...>* *._.*

No comments:

Post a Comment